Farmaishein to nahi hai koi bas dil ki aarzoo hai tujhe roj subah uthte hi dekhne ki.
Khud ko dukhi karke kase baki sabko khush rakh paoge
Badalane ki jarurat nahin hai mujhe agar mai sahi hun to..iog aj nahin to kal jarur samajh payenge mujhe.
Samay to kisi ka intajaar nahin karta, fir main samay se pahale kuchh kyu nahin kar sakta.!
Rishte to insaan ko majabut banate hain, fir aaj mujhe hr rishta majbur kyun kar raha.!
Jarurat to hai mujhe tumhari pr aadat nahin.....!
Dekh lo aaj bhi tut kar bikhara nahin hun main, jindagi me fasaa jarur tha pr jindagi ne hi mujhe jina sikha deya.!
Aaj bhi vahin intajar kr raha hu main tumhara...bs der hai to tumhare lautane ki.!
Chal ak pal sath mere tu mai jindagi bhar sath tere chalunga, tham le mere najuk vakt me mera hath mai jindagi bhar hath thamen tera chal
Aaj bhi din mera hai kal bhi din mera tha, bahana to bs subah hone tak hi tha, aaj bhi savera mera hai..!
Meri najar ka hi kasoor tha jo bs tum par hi ake ruk gai
Hazaar jhuth me wo takat nahi jo ek sach me hai.
Khushi me pucha to kya pucha gum me puchte to aj jaan hajir hoti.
Tujhe jarurat ho na ho meri par meri sbse badi jarurat hai to bas tu.
Jindagi dusro ke lie jeete jeete apni jindagi ki ehmiyat hi bhul gae.
Tere ane ki ek umeed hi kaafi hai jindagi bhar ye saasein chalane ke lie.
Duniya to mujhe chehre se janti hai par socha tha ki shayad tum to hume dil se jaan loge par asa ho na saka
Jindagi beet gai apne pyaar ko sachaa sabit krte krte or tumne ek hi pal me ise jhoota karar kar dia.
Is jindagi ke dhoke ki itni aadar hai ki kch acha ho bhi to bhi aitbaar nahi hota.
तु मेरा बीता वो राज है जिसने बिगाड़ा मेरा आज है
Jis din tujhe dekha us din hi tera chehra mere dil pe chap gaya.